Friday, February 24, 2012

Hamko manki shakti dena





Hamko manki shakti dena man vijay karen
doosron ki jay se pahle khudko jay karen
Hamko manki shakti dena

bhed bhaav
bhed bhaav apne dil se saaf kar saken
doston se bhool ho to maaf kar saken
jhooth se bache rahen sach ka dam bharen
doosron ki jay se pahle khud ko jay karen
Hamko manki shakti dena man vijay karen
doosron ki jay se pahle khud ko jay karen
Hamko manki shakti dena

mushkilen paden to hampe itna karm kar
saath de to dharm ka chale to dharm par
khud pe hausla rahe badi se na daren
doosron ki jay se pahle khud ko jay karen
Hamko manki shakti dena man vijay karen
doosron ki jay se pahle khud ko jay karen
Hamko manki shakti dena

Tuesday, February 21, 2012

Full Sunderkand in one video. By Ashwin kumar ji.

Jai Shri Ram.
Here is full SunderKand by Ashwin kumar ji in one video.



Jai Siya Ram Jai, Jai Hanuman.

Friday, February 17, 2012

Tora man darpan kahlaye





Bhajan played on flute:-


Instrumental with lyrics:-


By pandit ramdat:-


praani apapne prabhu se puche kis vidhi paauun tohe

prabhu kahe tu man ko paa le, paa jayegaa mohe

tora man darpan kahlye

bhale bhure sare karmo ko dekhe aur dikhaaye.

tora man darpan kahlaye


man hi devata, man hi iswar, man se bada na koi

man ujiyaaraa jab jab phaile, jag ujiyaara hoye

is ujale darpan par prani, dhuul na jaane paaye,

tora man......


sukh ki kaaliya dukh ke kaante, man sab ka aadhar

man se koi baat chhupe na, man ke nain hazar

jag se chaahe baag le koi, man se bhag na paaye

tora man......


tan ki daulat dhalati chhaayaa, man ka dhan anmol

tan ke karaan man ke dhan ko mat maati me rol

man ki qadar bhulane wala, hiraa janam gavaaye

tora man......





Brindaavan nka krishn kanhaiya......





brindaavan ka krishn kanhaiya
sab ki aankhon ka taara
man hi man kyon jale raadhika
mohan to hai sab ka pyaara
brindaavan ka krishn kanhaiya..................

jamana tat par, nand ka laala
jab jab raas rachaaye re
tan man dole kaanha aisi
bansi madhur bajaaye re
sudh-budh bhooli khadi gopiyaan
jaane kaisa jaadu daara
brindaavan ka krishn kanhaiya.................

rang salona aisa jaise
chhaai ho ghata saavan ki
ai ri ma.n to hui deewaani
manamohan mann bhaavan ki
tere kaaran dekh baanvare
chhod diya main ne jag saara
brindaavan ka krishn kanhaiya...

Thursday, February 16, 2012

Aai me tere dware bhole dani



This bhajan is also from jatadhari banke tripurari banke album
Click on below link to listen this bhajan:-
http://ww.smashits.com/jatadhari-banke-tripurari-banke/aai-main-tere-dware-bhole-dani/song-199224.html

Lyrics:-
aai me tere dware bhole dani, badi hai sankat jindgani,

jata se tere nikli ganga maiyya,
jo sab nadiyo me hai maharani। aai me tere......
mathe pe tere chanda chamcham chamke,
haatho me damru ki hai nishani। aai me tere......
suna hai bhakto ki sunte ho tum,
daya ho mujh par aoghad dani। aai me tere......
khadi hu tere dwar haath jode,
darsh mujhe de do shambhu saani। aai me tere......


In Hindi:-
आई में तेरे द्वारे भोले दानी, बड़ी है संकट जिंदगानी,

जटा से तेरे निकली गंगा मैय्या,
जो सब नदियों में है महारानी। आई में तेरे......
माथे पे तेरे चंदा चमचम चमके,
हाथो में डमरू की है निशानी। आई में तेरे......
सुना है भकतो की सुनते हो तुम,
दया हो मुझ पर ओघड दानी। आई में तेरे......
खड़ी हु तेरे द्वार हाथ जोड़े,
दर्श मुझे दे दो शम्भू सानी। आई में तेरे......

Bhole baba ke dwar gai, jo mangi sab paa gai

This bhajan is from jatadhari banke tripurari banke album
Click on below link to listen this beautiful bhajan:-
http://ww.smashits.com/jatadhari-banke-tripurari-banke/bholebaba-ke-dwar-gayi-jo-maanga-wopa-gayi/song-199222.html

Lyrics:-
bhole baba ke dwar gai, jo mangi sab paa gai,
me to gai thi shiv darshan ko, bum bhole shiv ki pujan ko,
mujhpe unki daya ho gai, jo maangi sab paa gai।
vinti karu bhole bandari, aai sharan me aaj tumhari,
me to jeevan se ghabra gai, jo maangi sab paa gai।
sab devo me dev nirale, pahne rehte hai mrug ki chhale,
mere dukh ki ghadi tal gai, jo maangi sab paa gai।
bhid lagi hai tumhare dware, log khade hai haath pasaare,
ek kshan bhi na der bhai, jo mangi sab paa gai।

In Hindi:-
भोले बाबा के द्वार गई, जो मांगी सब पा गई,
में तो गई थी शिव दर्शन को, बूम भोले शिव की पूजन को,
मुझपे उनकी दया हो गई, जो मांगी सब पा गई।
विनती करू भोले भण्डारी, आई शरण में आज तुम्हारी,
में तो जीवन से घबरा गई, जो मांगी सब पा गई।
सब देवो में देव निराले, पहने रहते है मृग की छाले,
मेरे दुःख की घडी टल गई, जो मांगी सब पा गई।
भीड़ लगी है तुम्हारे द्वारे, लोग खड़े है हाथ पसारे,
एक क्षण भी न देर भई, जो मांगी सब पा गई।

He bhole naath daya karke...



he bhole naath daya karke, ab mujhe basa lo charnan me।
fal-ful ki thali laai hu, charno me tumahre aai hu,
tumhe apne basa kar nainn me, ab mujhe basa lo charnan me। he bhole.....
belpaat ki thali laai hu, darshan kotumhare hu,
tumhe dekh lu man ke darpan me, ab mujhe basa lo charnan me। he bhole.....
me bhang dhatura laai hu, me dar-dar ki thukaraai hu,
mujhe de do sharan bas charannnme, ab mujhe basa lo charnan me।he bhole...
tera naam ka sumiran karti hu, yahi ro-ro kar bus kehti hu,
tere darshan ki pyaas hai akhiyan me, ab mujhe basa lo charnan me।he bhole...
tera prem hamari puja hai, koi aur naa man me duja hai,
tu chhipe hai man ki bagiyan me, ab mujhe basa lo charnan me। he bhole.....

In Hindi:-
हे भोले नाथ दया करके, अब मुझे बसा लो चरणन में।
फल-फुल की थाली लाइ हु, चरणों में तुम्हरे आई हू,
तुम्हे अपने बसा कर नैनं में, अब मुझे बसा लो चरणन में। हे भोले.....
बेल पात की थाली लाइ हू, दर्शन कोतुम्हारे हू,
तुम्हे देख लू मन के दर्पण में, अब मुझे बसा लो चरणन में। हे भोले.....
में भंग धतूरा लाइ हू, में दर-दर की ठुकराई हू,
मुझे दे दो शरण बस चरणन में, अब मुझे बसा लो चरणन में। हे भोले.....
तेरा नाम का सुमिरन करती हू, यही रो-रो कर बस कहती हू,
तेरे दर्शन की प्यास है अखियन में, अब मुझे बसा लो चरणन में। हे भोले.....
तेरा प्रेम हमारी पूजा है, कोई और ना मन में दूजा है,
तू छिपे है मन की बगियन में, अब मुझे बसा लो चरणन में। हे भोले.....

Shiv adbhut roop banaye

By Anuradha Paudwal:-


Click on below link to listen full song:-
http://www.esnips.com/displayimage.php?pid=577889

Lyrics:-

Shiv adbhut roop banaye, jab byaah rachane aaye,
bhut betal the, sabg me chandal the।
kaisi baarat siv sajaye, jab byaah rachane aaye।
langade-lule the, andhe-kaane bhi the,
shukar-shanichar ko bhi sang laaye, jab byaah rachane aaye।
aaye sab devta, paaye jab devta,
deviyo ko bhi sang me laaye, jab byaah rachane aaye।
log darne lage aur yeh kahne lage,
roop kaisa gajab banaye, jab byaah rachaane aaye।
bolo satayam, shivam hai vahi sunderam,
gora ke man ko bhaye shiv adbhut roop banaye।

In Hindi:-
शिव अदभुत रूप बानाए, जब ब्याह रचाने आए,
भुत बेताल थे, सब्ग में चंडाल थे।
कैसी बारात सिव सजाए, जब ब्याह रचाने आए।
लंगड़े-लूले थे, अंधे-काणे भी थे,
शुक्र-शनिचर को भी संग लाये, जब ब्याह रचाने आए।
आए सब देवता, पाए जब देवता,
देवियों को भी संग में लाए, जब ब्याह रचाने आए।
लोग डरने लगे और यह कहने लगे,
रूप कैसा गजब बानाए, जब ब्याह रचाने आए।
बोलो सत्यम, शिवम् है वही सुन्दरम,
गोरा के मन को भाए शिव अदभुत रूप बानाए।

Jatadhaari banke, tripurari banke chale aana....

By Anuradha paudwal:-



jatadhaari banke, tripurari banke chale aana,
bhole chale aana, chale aana...

tum aoghad roop me aana,
bhoot saath leke , mund haath leke, chale aana....
jatadhari banke......
tum bhangiya roop me aana,
jola haath leke, bhang saath leke, chale aana....
jatadhari banke.....
tum jogiya roop me aana,
damru haath leke, nandi saath leke, chale aana...
jatadhari banke.....
tum mohini roop me aana,
ganga saath leke, chanda maath leke chale aana...
jatadhari banke.....
tum bhole roop me aana,
gora saath leke, trishul haath leke, chale aana....
jatadhari banke....

In Hindi:-
जटाधारी बनके त्रिपुरारी बनके चले आना,
भोले चले आना, चले आना...

तुम ओघड रूप में आना,
भूत साथ लेके , मुंड हाथ लेके, चले आना....
जटाधारी बनके......
तुम भंगिया रूप में आना,
जोला हाथ लेके, भंग साथ लेके, चले आना....
जटाधारी बनके.....
तुम जोगिया रूप में आना,
डमरू हाथ लेके, नंदी साथ लेके, चले आना...
जटाधारी बनके.....
तुम मोहिनी रूप में आना,
गंगा साथ लेके, चंदा माथ लेके चले आना...
जटाधारी बनके.....
तुम भोले रूप में आना,
गोरा साथ लेके, त्रिशूल हाथ लेके, चले आना....
जटाधारी बनके....

Sunday, February 12, 2012

Shivashtakam







Prabhum prananatham vibhum vishvanatham
jagannathanatham sadanandabhajamh
Bhavadbhavyabhuteshvaram bhutanatham
shivamshankaram shambhumishanamide

Gale rundamalam tanau sarpajalam `
mahakalakalam ganeshadhipalamh
Jatajutabhangottarangairvishalam shivam
shankaram shambhumishanamide

Mudamakaram mandanam mandayantam
mahamandala bhasmabhushhadharamtam
Anadihyaparam mahamohaharam
shivam shankaram shambhumishanamide

Vatadho nivasam mahattattahasam
mahapapanasham sadasuprakashamh
Girishamganesham sureshammahesham
shivamshankaram shambhumishanamide

Girindratmajasangrahitardhadeham
girau sansthitam sarvada sannageham
Parabrahmabrahmadibhirvandhyamanam
shivam shankaram shambhumishanamide

Kapalam trishulam karabhyam dadhanam
padambhojanamraya kamam dadanam
Balivardayanam suranam pradhanam
shivam shankaram shambhumishanamide

Sharachchandragatram gunananda patram
trinetram pavitram dhaneshasya mitram
Aparnakalatram charitram vichitram
shivam shankaram shambhumishanamide

Haramsarpaharam chitabhuviharam
bhavamvedasaram sadanirvikaram
Smashaanevadantam manojamdahantam
shivamshankaram shambhumishanamide

Stavam yah prabhate narah shulapane
patheth stotraratnam vhaprapyaratnam
Sputram sudhyanam sumitram kalatram
vichitrai samaradya moksham prayati

Saturday, February 11, 2012

Maha Shiv ratri Katha and bhajan

Watch Shiv Ratri story taken from Om Namah Shivay T.V serial which is based on shiv puran:-



Listen beautiful bhajan sung by Alka Yagnik:-



Same song with video:-


Lyrics:-
Maha Shiv ratri aayi, sukho ki ratri aayi
magan man dole re, kaho bum bhole re,
bum bum bhole re, bum bum bhole re.

Jo bhole ka jaap kare, paap ka pachiyatap kare
dhuk se shuk ka milap kare
baidh yeh khole re, kaho bum bhole re,
bum bum bhole re, bum bum bhole re.

shivratri ka vrat rakhe jo, teeno praher jo puje inko,
shub ashish ye dete unko,
madhu raas gole re, kaho bum bhole re,
bum bum bhole re, bum bum bhole re.

Govind bolo hari gopal bolo

By Kumar Vishnu:-


Govind bolo hari hari gopal bolo
radha raman hari govind bolo.

Govind bolo hari gopal bolo
radha raman hari govind bolo.

Taara hai saara zamana....



By Kirit bhai ji




taara hai saara zamana shyam humko bhi taaro,-2
humko bhi taaro shyam humko bhi taaro-2
taara hai saara.....

hum ne suna hai shyam meera ko taara,-2
meera ko taara shyam, meera ko taara,-2
veena ka, veena ka kar ke bahana shyam humko bhi taaro.
taara hai saara......

hum ne suna hai shyam dhraupadi ko taara-2
dhraupadi ko taara shayam, dhraupadi ko taara -2
saari ka, saari ka karke bahana shyam humko bhi taaro.
taara hai saara......

hum ne suna hai shyam kubja ko taara-2
kubja ko taara shyam, kubja ko taara-2
chandan ka kar ke bahana shyam humko bhi taaro
taara hai saara.......

humne suna hai shyam ganika ko taara-2
ganika ko taara shyam, ganika ko taara-2
tote ka kar ke bahana shyam humko bhi taaro
taara hai saara......

humne suna hai shyam arjun ko taara-2
arjun ko taara shyam, arjun ko taara-2
gita ka kar ke bahana shyam hum ko bhi taro
taara hai saara......

humne suna hai shyam prahlad ko taara-2
prahlad ko taara shyam, prahlad ko taara-2
khambe ka kar ke bahana shyam humko bhi taaro
taara hai saara......

hum ne suna hai shyam kevat ko taara-2
kevat ko taara shyam, kevat ko taara-2
nuka ka kar ke bahana shyam hum ko bhi taara
taara hai saara......